अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं,
रुख हवाओं का जिधर का है, उधर के हम हैं.
चलते रहते हैं कि चलना है मुसाफ़िर का नसीब,
सोचते रहते हैं, किस राहगुज़र के हम हैं |
MaiN aap apni talaash meiN hooN Mera koi rahnuma nahiN hai Woh kya dikhayeNge raah mujhko Jinhe khud apna pataa nahiN hai Ye inke mandir, ye inki masjid ... Ye zarparastoN ki sajdaagaheN Agar ye inke khuda ka ghar hai To inmeiN mera khuda nahiN ha